طے کر نہ سکا زیست
کے زخموں کا سفر بھی
حالانکہ مِرا دِل تھا شگوفہ بھی شرر بھی
حالانکہ مِرا دِل تھا شگوفہ بھی شرر بھی
اُترا نہ گریباں
میں مقدر کا ستارا
ہم لوگ لٹاتے رہے اشکوں کے گہر بھی
ہم لوگ لٹاتے رہے اشکوں کے گہر بھی
حق بات پہ کٹتی ہیں
تو کٹنے دو زبانیں
جی لیں گے مِرے یار باندازِ دگر بھی
جی لیں گے مِرے یار باندازِ دگر بھی
حیراں نہ ہو آئینہ
کی تابندہ فضا پر
آ دیکھ ذرا زخمِ کفِ آئینہ گر بھی
آ دیکھ ذرا زخمِ کفِ آئینہ گر بھی
سوکھے ہوئے پتوں کو
اُڑانے کی ہوس میں
آندھی نے گِرائے کئی سر سبز شجر بھی
آندھی نے گِرائے کئی سر سبز شجر بھی
وہ آگ جو پھیلی
میرے دامن کو جلا کر
اُس آگ نے پھونکا میرے احباب کا گھر بھی
اُس آگ نے پھونکا میرے احباب کا گھر بھی
محسنؔ یونہی بدنام
ہوا شام کا ملبوس
حالانکہ لہو رنگ تھا دامانِ سحر بھی
حالانکہ لہو رنگ تھا دامانِ سحر بھی
Tay
Kar Na Saka Zeest K Zakhmon Ka Safar Bhi
Halaan’K Mera Dil Tha Shagufa Bhi Sharar Bhi
Utra Na Garaibaan Main Muqddar Ka Sitara
Ham Log Lotatay Rahay Ashkoon Kay Gohar Bhi
Haq Bat Pay Katti Hain To Katney Do Zubanaein
Jee Leyn Gay Merey Yaar Bandaz-E-Digar Bhi
Heraan Na Ho Aaina Ki Tabinda Faza Par
Aa Dekh Zara Zakhm-E-Kaf-E-Aaina Gar Bhi
Sookhay Hoey Patton Ko Uranay Ki Hawas Main
Aandhi Nay Giraey Kaee Sirsabz Shajar Bhi
Woh Aagh Jo Pehli Merey Daman Ko Jalaa Kar
Us Aagh Nay Phoonka Merey Ahbaab Ka Ghar Bhi

Mohsin
Yun He Badnaam Hua Sham Ka Malboos
Halaan’K
Lahoo Rung Tha Damaan-E- Sehar Bhi…
0 comments:
Post a Comment