دونوں انساں ہیں خدا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
تو جفا کی میں وفا کی راہ پر ہیں گامزن
پیچھے مڑ کر دیکھتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
تو مجھے، میں تجھے الزام دھرتا ہوں
اپنے من میں جھانکتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
مصلحت نے کر دیے دونوں میں پیدا اختلاف
ورنہ فطرت کا برا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
بد گمانی شہر میں کس نے پھیلا دی جبکہ
ایک دوسرے سے خفا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
جرم کی نوعیتو ں میں کچھ تفاوت ہو تو ہو
در حقیقت پارسا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
جان محسن تو بھی تھا ضدی انا مجھ میں بھی تھی
دونوں خودسر تھے جھکا تو بھی نہیں میں بھی نہیں
Laghzishon Se Mawra Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Dono Insaan Haan Khuda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Dono Insaan Haan Khuda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Tu Jafa Ki Main Wafa Ki Raah Par Hoon Kamzan
Pichhe Mud Kar Dekhta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Pichhe Mud Kar Dekhta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Tu Mujhe Main Tujhe Ilzaam Deta Hoon Har Dam
Apne Man Mein Jhankta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Apne Man Mein Jhankta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
,
Maslihat Ne Kar Diya Dono Mein Paida Iktilaf
Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
,
Badgumani Saher Mein Kisne Phaila Di Jab Ke
Ek Dusre Se Khafa Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Ek Dusre Se Khafa Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Jurm Ki Nohayaton Me Kuch Tfawut Ho To Ho
Dar Haqeeqat Paarsa Tu Bhi Nahin Main Bhi Nahin
Jaane Mohsin Tu Bhi Tha Ziddi Ana Mujh Mein Bhi Thi
Dono Kud Ser The Jhuka Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi…
Dono Kud Ser The Jhuka Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi…
0 comments:
Post a Comment