ﯾﮩﯽ ﺩُﻋﺎ ﮬﮯ ، ﯾﮩﯽ ﮬﮯ ﺳﻼﻡ ، ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ !
ﻣﺮﮮ ﺳﺒﮭﯽ ﺭُﻓَﻘَﺎﺋﮯ ﮐﺮﺍﻡ ! ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ !!! ۔۔۔۔۔
ﻣﺮﮮ ﺳﺒﮭﯽ ﺭُﻓَﻘَﺎﺋﮯ ﮐﺮﺍﻡ ! ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ !!! ۔۔۔۔۔
ﺩﯾﺎﺭِ ﮬﺠﺮ ﮐﯽ ﺳُﻮﻧﯽ ﺍُﺩﺍﺱ ﮔﻠﯿﻮﮞ ﻣﯿﮟ ! ۔۔۔
ﭘُﮑﺎﺭﺗﺎ ﮬﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺻﺒﺢ ﻭ ﺷﺎﻡ ، ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ
ﺳﺮﮎ ﮔﯿﺎ ﺟﻮ ﺫﺭﺍ ﺧﻮﺍﺏ ﮔﺎﮦ ﮐﺎ ﭘﺮﺩﮦ !! ۔۔۔
ﻓﻠﮏ ﺳﮯ ﺑﻮﻝ ﺍُﭨﮭﺎ ﻣﺎﮦِ ﺗﻤﺎﻡ ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ.
ﻣَﯿﮟ ﮐﺮ ﺭﮬﺎ ﺗﮭﺎ ﺩُﻋﺎ ﮐﯽ ﮔﺰﺍﺭﺷﯿﮟ ﺍُﺱ ﺳﮯ !! ۔۔
ﺳﻮ ﮐﮩﮧ ﮔﺌﯽ ﮬﮯ ﺍُﺩﺍﺳﯽ ﮐﯽ ﺷﺎﻡ ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ
ﺑﮍﮮ ﻋﺠﯿﺐ ﮬﯿﮟ ﺷﮩﺮِ ﺟﻨﻮﮞ ﮐﮯ ﺑﺎﺷﻨﺪﮮ !!
ﮬﻤﯿﺸﮧ ﮐﮩﺘﮯ ﮬﯿﮟ ﺑﻌﺪ ﺍﺯ ﺳﻼﻡ ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ.
ﯾﮧ ﺭﮦ ﺿﺮﻭﺭ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﮨﯽ ﮔﮭﺮ ﮐﻮ ﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ
ﻟﮑﮭﺎ ﮬﻮﺍ ﮬﮯ ﯾﮩﺎﮞ ﮔﺎﻡ ﮔﺎﻡ ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ !
ﺑﯿﺎﻥ ﮐﯽ ﮬﮯ ﻏﺰﻝ ﻭﺍﺭ ﺩﺍﺳﺘﺎﻥِ ﻋﺸﻖ ! ۔۔
ﺳﻮ ﺍِﺱ ﮐﺘﺎﺏ ﮐﺎ ﺭﮐﮭﺎ ﮨﮯ ﻧﺎﻡ ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ
ﺍُﻓﻖ ﮐﮯ ﭘﺎﺭ ﻣﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﮐﺮ ﺭﮬﺎ ﮬﮯ ﮐﻮﺋﯽ
ﺍﺑﮭﯽ ﻣِﻼ ﮨﮯ ﺍُﺩﮬﺮ ﺳﮯ ﭘﯿﺎﻡ ﻋﺸﻖ ﺑﺨﯿﺮ !
Yhi hai dua, yhi hai salam, ishq bakhair
Mere sabhi rufqaae karaam,ishq bakhair
Dayaar e hijr ki sooni udaas galiyon mein
Pukarta hai koi subh o shaam,ishq bakhair
Sirak gaya jo zara khwabgah ka parda
Falak se bol utha maah e tamaam,ishq bakhair
Main kar raha tha dua ki guzarishen us se
So keh gai hai udasi ki shaam,ishq bakhair
Bare ajeeb hain sher e junoon k baashinde
Hamesha kehte hain bad az salam,ishq bakhair
Ye raah zroor tumhare he ghar ko jati hai
Likha hua hai yhan gaam gaam,ishq bakhair
Bayaan ki hai ghazal war daastan e ishq
So is kitaab ka rakha hai naam,ishq bakhair
Ufaq k paar mujhe yaad kar rha hai koi Abhi mila hai udher se payaam,ishq bakhair
0 comments:
Post a Comment