دیتی ہے سکون روح کو کانٹوں کی چبھن بھی
خوشبو سے کبھی ہوتی ہے سینے میں جلن بھی
آنسو ہی نہیں حاصلِ اظہارِ غمِ دِل۔۔۔۔۔
ہونٹوں سے لرزتی ہے تبسّم کی کِرن بھی
!!!احساس کے انداز بدل جاتے ہیں ورنہ
آنچل بھی اُسی تار سے بنتا ہے اورکفن بھی
...............................
Deti hai sukoon rooh ko kaanton ki chubhan bhi
Khushbu se kabhi hoti hai seenay mein jaln bhi
Aansoo hi nahi haasil-e-izhar-e-gham-e-dil
Honton se larzti hai tabbassum ki kiran bhi
Ehsaas k andaz badal jatey hein warna!!!
Aanchal bhi usi taar se banta hai, kafan bhi

0 comments:
Post a Comment