ایسے کہاں برباد تھے
بے فکر تھے آزاد تھے
مسرور تھے دل شاد تھے
بے فکر تھے آزاد تھے
مسرور تھے دل شاد تھے
وہ چال ایسی چل گیا
ہم بجھ گئے دل جل گیا
نکلے جلا کے اپنا گھر
میں اور میری آوارگی
ہم بجھ گئے دل جل گیا
نکلے جلا کے اپنا گھر
میں اور میری آوارگی
یہ دل ہی تھا جو سہہ گیا
وہ بات ایسی کہہ گیا
کہنے کو پھر کیا رہ گیا
اشکوں کا دریا بہہ گیا
جب کہہ کر وہ دلبر گیا
تیرے لئے میں مر گیا
روتے ہیں اُس کو رات بھر
میں اور میری آوارگی
وہ بات ایسی کہہ گیا
کہنے کو پھر کیا رہ گیا
اشکوں کا دریا بہہ گیا
جب کہہ کر وہ دلبر گیا
تیرے لئے میں مر گیا
روتے ہیں اُس کو رات بھر
میں اور میری آوارگی
........................
Mai Aur Meri Awargi
Hum Bhi Kabhi Abaad Thay
Aisay Kahan Barbad Thay
Be-Fikar Thay Azaad Thay
Masroor Thay Dilshad Thay
Wo Chaal Aisi Chal Gaya
Hum Bujh Gaye Dil Jal Gaya
Nikle Jala Kay Apna Ghar
Mai Aur Meri Awargi
Ye Dil Hi Tha Jo Seh Gaya
Wo Baat Aisi Keh Gaya
Kehne Ko Phir Kia Reh Gaya
Ashkon Ka Dariya Beh Gaya
Jab Keh Kar Wo Dilbar Gaya
Tere Liye Main Mar Gaya
Rotay Hain Usko Raat Bhar
Mai Aur Meri Awargi
Aisay Kahan Barbad Thay
Be-Fikar Thay Azaad Thay
Masroor Thay Dilshad Thay
Wo Chaal Aisi Chal Gaya
Hum Bujh Gaye Dil Jal Gaya
Nikle Jala Kay Apna Ghar
Mai Aur Meri Awargi
Ye Dil Hi Tha Jo Seh Gaya
Wo Baat Aisi Keh Gaya
Kehne Ko Phir Kia Reh Gaya
Ashkon Ka Dariya Beh Gaya
Jab Keh Kar Wo Dilbar Gaya
Tere Liye Main Mar Gaya
Rotay Hain Usko Raat Bhar
Mai Aur Meri Awargi
0 comments:
Post a Comment