آہٹ سی کوئی آئے تو لگتا ہے کہ تم ہو
سایہ کوئی لہرائے تو لگتا ہے کہ تم ہو
سایہ کوئی لہرائے تو لگتا ہے کہ تم ہو
جب شاخ کوئی ہاتھ لگاتے ہی چمن میں
شرمائے لچک جائے تو لگتا ھے کہ تم ہو
صندل سے مہکتی ہوئی پرکیف ہوا کا
جھونکا کوئی ٹکرائے تو لگتا ہے کہ تم ہو
اوڑھے ہوئے تاروں کی چمکتی ہوئی چادر
ندی کوئی بل کھائے تو لگتا ھے کہ تم ہو
جب رات گئے کوئی کرن میرے برابر
چپ چاپ سے سو جائے تو لگتا ہے کہ تم ہو
aahat si koi aaye to lagta hai ke tum ho
saya koi lehraye to lagta hai ke tum ho
jab shakh koi hath lagate hi chaman main
sharmaye lachak jaye to lagta hai ke tum ho
sandal si mehkti hoi pur-kaif hawa ka
jhonka koi takraye to lagta hai ke tum ho
oRhay hoye tarooN ki chamkti hoi chadar
nadi koi bal khaye to lagta hai ke tum ho
jab raat gaye koi kirn mere barabar
chup chap se so jaye to lagta hai ke tum ho

0 comments:
Post a Comment