اس دل کی جھیل سی آنکھوں میں اک خواب بہت برباد ہوا
یہ ہجرو ہوا بھی دشمن ہے اس نام کے سارے رنگوں کی
وہ نام جو میرے ہونٹوں پر خوشبو کی طرح آباد ہوا
اس شہر میں کتنے چہرے تھے،کچھ یاد نہیں سب بھول گئے
اک شخص کتابوں جیسا تھا وہ شخص زبانی یاد ہوا
وہ اپنے گاؤں کی گلیاں تھیں دل جن میں ناچتا گاتا تھا
اب اس سے فرق نہیں پڑتا ناشاد ہوا یا شاد ہوا
بےنام ستائش رہتی تھی ان گہری سنولی آنکھوں میں
ایسا تو کبھی سوچا بھی نہ تھا دل اب جتنا بھی داد ہوا
........................................................
Ab kis se kahein aur kon sune jo haal tumhare
baad hua
Is dil ki Jheel si Aankhon mein ik khawab buhat barbaad hua
Is dil ki Jheel si Aankhon mein ik khawab buhat barbaad hua
Ye hijar-o-hawa B dushman hy us naam K sare rangon ki
Woh naam jo mere honton par khushboo ki tarah aabad hua
Is shehar mein kitne chehre the, kuch yaad nahi sab bhool gaye
Ik shakhs kitabon jaisa tha woh shakhs Zubani yaad hua
Woh apne gaoon ki galyan theen dil jin mein nachta gata tha
Ab is se farq nahi parta nashad hua ya shad hua
Be naam sataish rehti thi in gehri sanoli Aankhon mein
Aisa to kabhi socha bhi na tha Dil ab jitna be daad hua

0 comments:
Post a Comment