اُس کو فرصت ہی نہیں وقت نکالے مُحسن
ایسے ہوتے ہیں بَھلا چاہنے والے محسن؟؟؟
یاد کے دَشت میں پھرتا ہوں میں ننگے پاؤں
دیکھ تو آ کے کبھی پاؤں کے چھالے مُحسن
کھو گئی صُبح کی امید اور اب لگتا ہے
ہم نہیں ہوں گے کہ جب ہوں گے اُجالے مُحسن
خاک کو بھی نہیں پنہچے گا کوئی کربل کی
اب بھلے ایک جہاں خون میں نہالے محسن
حاکمِ وقت کہاں،میں کہاں، عدل کہاں
کِیوں نہ خَلقت کی زبان پر لگائیں تالے مُحسن
وہ جو اِک شخص متاعِ دل و جان تھا، نہ رہا
اب بھلا کون میرے درد سنبھالے مُحسن
Usko Fursat Hi Nahi Waqt Nikaley Mohsin,
Aise Hote Hain Bhala Chahne Waley Mohsin
Yaad K Dasht Mein Phirta Hoon Main Nangey Paaon
Daikh Tou Aa K Kabhi Paaon K Chahley Mohsin
Kho Gaie Subha Ki Ummeed Aur Ab Lagta Hai,
Hum Nahi Hon Gay K Jab Hon Gay Ujaley Mohsin
Khaak Ko Bhi Nahi Ponhchey Ga Koi Karbal Ki
Ab Bhaley Aik Jahan Khoon Mein, Naha Lay Mohsin
Main Kahan , Hakim-e-Waqt Kahan , Adal Kahan
Kiun Na Khalqat Ki Zubaan Par Lagain Taaley Mohsin
Wo Jo Ik Shakhs Mata-e-Dil-o-Jaan Tha Na Raha

Ab Bhala Kaun Mere Dard Sambhaley
Mohsin....
0 comments:
Post a Comment