اپنے حالات سے مجبور ہیں دوست
ترکِ الفت بھی نہیں کر سکتے
ساتھ دینے سے بھی معذور ہیں دوست
گفتگو کے لئے عنواں بھی نہیں
بات کرنے پہ بھی مجبور ہیں دوست
یہ چراغ اپنے لیے رہنے دو
تیر راتیں بھی تو بے نور ہیں دوست
سبھی پثرمردہ ہیں محفل میں شکیب
میں پریشان ہوں رنجور ہیں دوست
Pas reh ker bbhi buhut door hain dost
apne halat se majboor hain dost
tark-e-ulfat bhi nahi ker sakte
sath dene se bhi mazoor hain dost
guftugu ke liye unwan bhi nahi
baat karne pe bhi majboor hain dost
yeh charagh apne liye rehne do
teer raaten bhi to benoor hain dost
sabhi pasmarda hain mehfil mein shakaib
main preshan hun ranjoor hain dost
0 comments:
Post a Comment